
Farman-e-MufTafa صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم Hai Kkk
1. AlLah TaAla ne Meriii Ummat Kkk un Khayalon ko Mfff krDiya Hai jo unKe Dilon main PaiDa Hote Hai. JabTak kiii unPar Amal na Karen. ya Zaban se na KehDe. ( kiSiii Gunah ka Khayal DilMain aajaye ti uSpr Gunah naHiii Likha Jata )
2. Hazrat Abu Huraira رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه ka Bayan Haiii Kkk
AlLah Kkk RaSool صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم ne Farmaya,
" AlLah Paaak ne Apne FariShton ko Hukm Diya Hai, Kkk Jab Mera Banda kiSiii Gunah ka iRada kare to uSke Aamal Naame main Gunah Naaa Likheee. agr who Gunah karLe to ek Gunah Likheee aur Jab Mera koiii Banda kiSiii Naik kaaam krne ka iRada kreee Lekin kr Naaa Sake to Bhiii usKe Aamal Naame main ek NaiKiii LikhDe aur Agr whi Naik kaaam krLe toh uSke Aamal Naame main 10 Naikiyan LikhDe "
3. Checkne wala agr Chenk aane prrr AlHamdulilLah Kehta Hai to FariShte Rabbil Aalameen kahKrrr uSkiii Baaat Puriii krDete Hai, or Agr who AlHamdulilLah Rabbil Aalameen kehTa Hai to uSke jawab main YarHamuKalLah kahete Hain.
4. Salam krne Kkk Bddd KhuSh DiliSe Musafa krne walon Kkk Gunah AiSe JhadJaaate Hain, JaiSe Sukhey Patte Padh (Darakht) se Jhad jaya krTe Hain.
5. Salam krne main Pahel krne wala, Rahemate Elahiii ka ZiyaDa Haqdaar Hota Hain.
6 AchChiii aawaZzz main Quran kiii Tilawat kro, uSkiii Baaton prrr Gaur wa Amal kro, Taaakiii Tumhe KamyaBiii Milen.
7. kiSiii Aurat Kkk sath Tanhayiii main Naaa BaiThOoo Q Kiii wahan Teesra Shaitaaan Hota Hai.
8. Baaaye (Left) Hath se Khana Piiina Shaitaaan ka TariKa Hai.
9. TumHe Malooom naHiii kiii Plate main Rakhe Khane Kkk kiSss Daaane main Barkat Hai, iSiliye Plate kooo unGliii Se Safff krLiya kro.
10 . Tirmiziii kiii Riwayat Hai Kkk
Huzoor AlaiHiSSalam ne Farmaya kiii " Hamare aur unKe Darmiyan Fark NamaZzz ka Hai, jiSne NamaZzz ChorDiii usne Kafiron jaiSa kaaam kiya "